Ranjah & Sawera. Too bad ke badmashi ub chor di hy but Please be carefull with your words. Ameer ya garib hone ki baat nahi. Allah sub ko he deta hy. Lekin insan ka imtihan lene ke liye Allah kisi ko ziyada deta hy ke ye kitna shukr krta hy mera aur kitni madid krta hy mere mushkil kosha bando ki. Aur kisi ko Allah kam deta hy ke wo fakar ki haalt mey kitna yaad krta hy Allah ko.
By reading all your joke on this point, I can imagine ke kitni hamdardi hy ap dono ke dil mey. Imagine yourself in the same picture aur Allah se darna chahiye.
Ranjah you have your own business and Sawera you are rich too phr be ONE 2 KA 4 se keh rahe ap ko b kuch de.
Zarori nahi insan kisi cheez se help kre tu help hoti hy, Care and words encourgment also play important role. ONE 2 KA 4 is a Generous heart person every one knows kabhi piche nahi hata kisi b kaam se.